ajkerit

Google Search Me Blog Title Se Pehle Blog Post Kese Show Karte Hain

Hello friends aaj me apko bataunga ki aap kis tarah se google search me apne blog ke title se pehle blog post ko show kara sakte hain,bahut aasan he doston lekin jis ko nahin pata uske liye to choti si problem bhi bahut badi ho jati he neeche me apko iska bahut hi aasan or step by step proccese batunga bas apko use follow karna hai,to chaliye doston shuru karte hein. 

Google Search Me Blog Title Se Pehle Blog Post Kese Show Karte Hain
Google Search Me Blog Title Se Pehle Blog Post Kese Show Karte Hain


Doston iske liye apko ek simple sa kaam karna he neeche ek code de raha hoon ise copy kijiye or apne blogger ke template me jaiye or edit html me jakar is code ko search kijiye,search karne ke liye template me kisi bhi jagah mouse rakh kar control+f dabaiye ek search box open ho jayega usme is code ko pest karke search kijiye.










Jab apko ye code apke template me mil jaye to isko hata kar iski jagah par ye code yahan se copy karke pest kar dijiye jo me apko neeche de raha hoon.




Ab aap theme ko save kar dijiye bas apka kaam ho gaya friends ummeed he ki aap samajh gaye honge to doston agar apko ye post achchi lagi ho or aap aage bhi aisi hi post ke liye hamare sath jude rehna chahte hein to abhi hamari is website ko subscribe kar lijiye or hamare youtube channel raza technology tips ko bhi subscribe kar lijiye,thanks for visit.

এই পোস্টটি পরিচিতদের সাথে শেয়ার করুন

পূর্বের পোস্ট দেখুন পরবর্তী পোস্ট দেখুন
এই পোস্টে এখনো কেউ মন্তব্য করে নি
মন্তব্য করতে এখানে ক্লিক করুন

আজকের আইটির নীতিমালা মেনে কমেন্ট করুন। প্রতিটি কমেন্ট রিভিউ করা হয়।

comment url
ajkerit
ajkerit
ajkerit
ajkerit