ajkerit

Meta tegs discription kese banate hein or ise blogger ki theme me kese add karte hain

Hello dosto aaj ki is post me me apko bataunga ki aap kese meta tegs discription bana sakte hein or kese use apne blogger ke theme me add kar sakte hein jis se ki apke blog ki har post aasani se google me rank kare or apke blog par achcha traffic aa sake jis se ki apki achchi earning ho sake,bas aap in steps ko follow kijiye jo me apko bata raha hoon.

Meta tegs discription kese banate hein or ise bloggger ki theme me kese add karte hain
Meta tegs discription kese banate hein or ise blogger ki theme me kese add karte hain


Dosto iske liye sabse pehle apko is link pe clcik karke ek website par jana hoga is website pe pahunchne ke baad aap neeche scrol kijiye apko kuch aisa nazar aayega jesa ki aap neeche image me dekh rahe hein.

Meta tegs discription kese banate hein or ise bloggger ki theme me kese add karte hain
Meta tegs discription kese banate hein or ise bloggger ki theme me kese add karte hain


Ab Apko yahan par discription wale option me apne blog ka discription copy karke yaha pest kar dena he apke blog par basic setting me apko discription mil jayega jo apne basic settings karte time likha tha,iske baad keyword me bhi wahi keyword dal dijiye discription wale iske baad author me aap chahein to apna naam de sakte hein nahi denge to bhi koi baat nahini,iske baad aap creat meta tegs pe clcik kar dijiye kuch second me apka meta teg discription html code me apko mil jayega.

Ye bhi padhiye

Ab aap is code ko copy kar lijiye or apne blog ke deshboard pe jaiye theme par clcik kijiye or edit html pe clcik kijiye iske baad apne blog ki thame me head ke theek neeche is code ko pest kar dijiye head ka option apko chothi panchvi line ke baad hi mil jayega iske baad aap theme ko save kar dijiye.

Lijiye doston apke blog ke liye metategs discription ban bhi gaya or theme me add bhi ho gaya ye apke blog ki har post ko google me rank karne me help karega ummeed he ki aap samajh gaye honge lekin agar fir bhi kuch pareshani ho to aap neeche diya hua video dekh sakte hein or comment karke bho poonch sakte hein.

Ye bhi padhiye  

To friends agar apko ye post achchi lagi ho or aap aage bhi isi tarah ki post ke liye hamare sath jude rehna chahte hein to abhi hamari is website ko join kar lijiye or hamare youtube channel raza technology tips ko bhi subscribe kar lijiye,thanks for visit.

এই পোস্টটি পরিচিতদের সাথে শেয়ার করুন

পূর্বের পোস্ট দেখুন পরবর্তী পোস্ট দেখুন
এই পোস্টে এখনো কেউ মন্তব্য করে নি
মন্তব্য করতে এখানে ক্লিক করুন

আজকের আইটির নীতিমালা মেনে কমেন্ট করুন। প্রতিটি কমেন্ট রিভিউ করা হয়।

comment url
ajkerit
ajkerit
ajkerit
ajkerit